가사
Sapna Dekho pura karo warna mat dekho (2)
Mat khona ladkiyon mein hazaar milegi tujhko Tu paise kamayega toh tere piche ladki ayegi nahi kamaya toh tujhe ladki ullu banake jayegi phir ayegi ayegi tujhe yaad ayegi phir wo kisi aur ke saath bhagegi phir wo kisi aur ke saath bhagegi
Jo jaata hai usse jaane do wapas thodi na ayega tu honsle buland kar ek din rang layega darr ke jeena nahi hai is duniya ko kuch bada karke dikhana in sabko raastein mein taklefein bahot ayegi us sabse ladkhar tume aage chalna hai apni manzilon ko khud hi talaash na hai sabse jeetna hai sabko haarana karnaa karnaa kuch bada karke dikhana karna karna hai kuch bada karke dikhana hai
Sapna dekho pura karo warna mat dekho (2)
Mat khona ladkiyon mein hazaar milegi tujhko (2)
Mat khona ladkiyon mein hazaar milengi tujhko.. Tujhko..
음악 스타일
Rap, Pop, Indie Pop, Male Voice, Drum