Bjik
v4

@Krish Bhanderi

Bjik
v4

@Krish Bhanderi

歌詞
O lai gai o le lo baakhri
Dilon ki saakhri
Sun teri le zin
Varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye
Dil kare haye haye
Jawaan kar dil chali kyun
Kar ke tu bye bye
Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali
(Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali) ×2
(Pal pal na maane tinku jiya
Haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghise hai piya) ×2
Sar pe masti chadhi
Main deewana ho gaya
Jawaani ka mehnga
Khazaana ho gaya
Kaali aankhon se
Kitna hungama ho gaya
Jab jab dekhe tujhe
Tinku jiya, tinku jiya
Ishq ka engine jalaaye jiya
(Pal pal na maane tinku jiya
Haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghise hai piya) ×2
Haye o cham cham
Paaon mein tham tham
Dhadakta jaaye dil
Dhana dhan dham dham
Arrey o chikni, arrey o item
Arrey o beautiful
Main bhi hun handsome
(Tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaaye gaana
Zor zor se gaaye gaana) ×2
Aisi villain jaisi baatein na kar
Ban ja heroine dhadka de jiya
Joban pe daala hai taala piya
Haan taala piya
Ishq ka manjan ghise hai piya
(Pal pal na maane tinku jiya
Haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghise hai piya) ×2
Teekhi nazar aur qaatil adaayein
Saanjh dhale kunne mein bulaayein
(Saanjh dhale kunne mein bulaayein) ×2
Kunne mein ik baar aa kar toh dekh
Chilla ke bolegi love you piya
Gappon ki baandhe tu kyun puliya
Tu kyun puliya
Ishq ka manjan ghise hai piya
(Pal pal na maane tinku jiya
Haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghise hai piya) ×2
音楽のスタイル
Bollywood 80's

よろしければ

曲のカバー Дембельский вагон
v4

Евгений Зибарев が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー Buscando opera
v4

Rod11 Filth が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー Broken Signal
v4

Michael が Suno AI を使用して作成しました

関連プレイリスト

曲のカバー No tienen sabor
v4

pablo vicente segura klinger が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー Mon frère mon ami
v4

ABIA SANI YACOUBOU が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー زمن غدار
v4

خالد العسكرى が Suno AI を使用して作成しました