Teri Yaad - Diking
v3.5

@DIKING D

Teri Yaad - Diking
v3.5

@DIKING D

歌詞
Verse 1: |(Intro Instrumental)
Ab teri bin, zindagi hai bekaar,
Har ek pal mein hai, .bas tera hi pyaar,
Mohabbat ki raaton ka tha,. jo safar,
Bewafa kyun chali gayi, sach mein pyar tha agar?
Chorus:
Teri yaad aur sharab,… dono hain sath mere,
Zindagi ki raahon mein, jo hai adhure khwab tere,
pyar ke do pal joh tha apna ,..sauda kiya,
Uski yaadon se hi,.. toh har pal sajta hai jiya..
Verse 2:
Ghamon ka hai saaya,.. tera naam lete hi,
Dil ki chahat hai, ..par tou sath mere nahi,
Mohabbat ki baatein,… ab sirf hota khwab main hain,
Kahin door yahaan se, ..unki yaadein bas raaz main hain...
Bridge: ( Instrumental guitar)
Tere jaane ke baad,.. waqt bhi ruk gaya hai,
Har ghadi, har lamha, .. yaadon ke saath guzar gaya hai.
Sitaron se bhi poocha, ..tu kahan chali gayi,
Andheri raaton mein, bas mere dard reh gayi
Chorus:
Teri yaad aur sharab,… dono hain sath mere,
Zindagi ki raahon mein, jo hai adhure khwab tere,
pyar ke do pal joh tha apna ,..sauda kiya,
Uski yaadon se hi,.. toh har pal sajta hai jiya..
Bridge:
Raat ki khamoshiyon mein, ..teri khushboo hai,
Har kadam par tu saath hai,.. par kyun juda hai?
Mohabbat ki galiyon mein,.. bas tera naam hai,
Tere bina saari raat,….jaise chaand bhi adhoora hai,
Chorus: ( Instrumental )
Teri yaad aur sharab,… dono hain sath mere,
Zindagi ki raahon mein, jo hai adhure khwab tere,
pyar ke do pal joh tha apna ,..sauda kiya,
Uski yaadon se hi,.. toh har pal sajta hai jiya..
Outro:
Phir bhi dil ki gehraiyon mein, …tu jagah raha kar,
Bikhrey hue khwaabon ko, .tukron mein saja raha kar.
Suna hai dil se baat karne se, …dard kuch halka ho jaata hai,
Lekin teri yaadon ki kashtiyaan,… ab bhi oussi kinare reh jaata hai.
(slow instrumental soothing)
……ab bhi oussi kinare…… reh jaata hai…
Ending ( instrumental)
音楽のスタイル
rock style male voice with heavy drums, tom tom, electric guitar and synths

よろしければ

曲のカバー Light After the Last Breath
v4

Zoltán Kovács が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー Al Pie de la Calle
v4.5

Toni Alvira が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー Serenata en la Plaza
v4

vidamusical が Suno AI を使用して作成しました

関連プレイリスト

曲のカバー Пыльный кадр
v4

BraTT Lee が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー يامرحبا يا حاضر
v4

نوف الجهني が Suno AI を使用して作成しました

曲のカバー كوارث التسعينات
v4

Magd Nasoor が Suno AI を使用して作成しました