Maa

2026

Zenét készítette: Onu 420 Suno AI

A dal borítója Maa
Maa
v3.5

@Onu 420

A dal borítója Maa
Maa
v3.5

@Onu 420

Dalszöveg
Kese bhul jau maa tujhe me tune apni jindagi mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha
Ha
Tune apne haatho se chalna mujhe shikhaya
Nahi khilta tha khana tab ek ek nibaala tune apni hatho se khilaya
Ha
Sunaati thi mujhe pyari pyari Lori sunte hi neend lag jati thi
Lagi Jo mujhe jara si to tu bada ghabrati thi
Ha
Achhi raaho pe chalna tune mujhe shikhaya
Jindgi ka jeene मा मार्ग tune mujhe dikhaya
Ha
Ha
Toda agar tha khana to tu mujhe pet bhar khilati ti
Ma tujhe bhi lagti bhunkh par tu Bina khana khaay hi so jati thi
Ha
Kese bhul jau ma tujhe me tune apni jindagi mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha
Ha
Aajkal ke bachhe maa se karte budape ka baada
Phir sath rakhne na rakhne ka banate iraada
Ha
Ha
ESI olaado koi jine ka koi nahi adhikar
Jo karte he apne ma baap ka trishkar
Ha
Kese bhul jau ma tujhe tune apni jindagi mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha ha
Ha karlo tum apne ma baap ki seva
Barna na milega tumko duao ka koi meva
Ha
Lagi Jo Nazar to tune
Nazar meri utaar di
Ha
A zene stílusa
Emotional song

Talán tetszene

A dal borítója Когда тебя нет рядом
v6 Mini

Készítette: Дмитрий Муминов Suno AI

A dal borítója Dòng Sông Ơi
v6 Mini

Készítette: Đăng Khôi Trần Suno AI

A dal borítója Se Encontraron
v6 Mini

Készítette: Cristian Suno AI

A dal borítója NA OPAK
v6 Pro

Készítette: Jerzyna K Suno AI

Kapcsolódó lejátszási lista

A dal borítója Crossed the Page
v6 Mini

Készítette: filiprahbek hansen Suno AI

A dal borítója jjj
v6 Mini

Készítette: Dog Caramelo Suno AI