Teri Yaadon Ki Dhun - Dosti

1357

Zenét készítette: DIKING D Suno AI

A dal borítója Teri Yaadon Ki Dhun - Dosti
Teri Yaadon Ki Dhun - Dosti
v3.5

@DIKING D

A dal borítója Teri Yaadon Ki Dhun - Dosti
Teri Yaadon Ki Dhun - Dosti
v3.5

@DIKING D

Dalszöveg
Verse 1: (Intrumental classic guitar)
Dost tha tu, sabse khaass,
Zindagi ka har pal tha teri saath,
Ek din ruk gaya tha waqt,
Jis din tumne sab ka chor dia saath.
Pre-Chorus:
Dil ke kone mein ab bhi teri baat,
Har ghazal mein, teri awaaz ka saath,
Maut ne cheen liya, tu gaya kahin,
Par yaadon mein tu hai, har din, har raat.
Chorus:
Dost ki yaadein hain, jo kabhi mitengi nahi,
Guitar ki dhun mein, tu abhi bhi hai saath mere,
Maut ne tujhe chhupa liya, par tu mujhse door nahi,
Teri dosti ki kassam, yaari kum hogi nahi humare.
Verse 2: ( Instrumental guitar)
Har lamha, har pal, teri yaadon ka tha raaz,
Zindagi ke raaste, ab hain khali, bekaar,
Teri baaton mein tha kuch khaass,
Ab woh khushi hai bas, ek udaasi ka paighaam.
Pre-Chorus:
Guitar ki taaron pe, sonata houn ek geet,
Jab yeh dhun sunu, toh lagta hai tu saath,
Maut ka hai , janam janam se yehi reet,,
Dost ki yaadein, har mehefil main hoti hai baat.
Chorus:
Dost ki yaadein hain, jo kabhi mitengi nahi,
Guitar ki dhun mein, tu abhi bhi hai saath mere,
Maut ne tujhe chhupa liya, par tu mujhse door nahi,
Teri dosti ki kassam, yaari kum hogi nahi humare.
Bridge: ( Instrumental harmocica)
Jaise hawaon mein khushboo teri thi,
Jaise khamoshi mein teri baat thi,
Dil ke andar, ek guitar ki dhun,
Tu hai saath, har waqt, ek junoon thi.
Chorus (Reprise):
Dost ki yaadein hain, jo kabhi mitengi nahi,
Guitar ki dhun mein, tu abhi bhi hai saath mere,
Maut ne tujhe chhupa liya, par tu mujhse door nahi,
Teri dosti ki kassam, yaari kum hogi nahi humare.
Outro: ( Instrumental guitar )
Dost, tu chala gaya, par tu kabhi gaya nahi,
Meri guitar ki dhun mein, tu hamesha saath rahega,
Maut ne tujhe chhupaya, lekin yaadon ki roshni,
Har pal, har din, tu mere saath rahega.
Ending ( Instrumental )
________________________________________
A zene stílusa
bollywood style, very soft rock male voice with drums, guitar, trumpet and harmonica

Talán tetszene

A dal borítója Deviat Mirov
v6 Mini

Készítette: Семаргл Suno AI

A dal borítója Boldog születésnapot
v6 Mini

Készítette: Jozsef Vas Suno AI

A dal borítója С днём рождения, Даша
v6 Mini

Készítette: Жёжа в шляпе Suno AI

Kapcsolódó lejátszási lista

A dal borítója A Kárpátok büszke népe
v6 Mini

Készítette: Dávid Tóbiás Suno AI

A dal borítója Encore
v6 Mini

Készítette: Bruno Suno AI

A dal borítója eto foana aho
v6 Mini

Készítette: Dera Solohery Razafimpiry Suno AI