Hhhh

761

由Mujhe Nhi pata 使用Suno AI

Hhhh
v4

@Mujhe Nhi pata

Hhhh
v4

@Mujhe Nhi pata

lyrics
Ye kesi daastaa...
Aage naa koyi raastaa...


Jaanaa jaaye kahaan,
Meri jaan gayi kahaan...
Main kisi ki talaash mein,
Akelaa hi hoon yahaan...

Na koi mere saath mein,




Khayaalon mein tere...
Kho gyaa
Aaye naa hosh ,
Mujhe kya ho gaya...



Jab se tu gayi,
Chandaa se baatein karta hoon,
Apne prem mein hum teen the,
Chandaa... tu... aur main .

Lage dar yeh mujhe,
Kahi woh bhi naa chhod jaaye...
Pehle hi toota hoon,
Kahin aur naa tod jaaye...



Khayaalon mein tere...
Kho gyaa
Aaye naa hosh ,
Mujhe kya ho gaya...


Teri meri baatein chandaa hi jaane,
Tu chaand ... main ban gaya hoon suraj...
Ab milan bhi ho kaise...?
Ek ujala... ek saaya...



Khayaalon mein tere...
Main kho gaya hoon ...
音樂風格
Sad.hindi. male.

你可能會喜歡

歌曲的封面Curriculum vitae 2
v4.5

由 Roberto Lazzaris Bertoldi 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面ما نسينا اسمك
v4

由 صالح ابو شقير 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面يا هبة قومي
v4

由 مدريدي الهوى 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面wir sind porzer
v4

由 Swetlana Part 使用 Suno AI 建立

相關播放列表