Tum meri jaan ho..

1669

由RK DB Uttarakhand 使用Suno AI

歌曲的封面Tum meri jaan ho..
Tum meri jaan ho..
v3.5

@RK DB Uttarakhand

歌曲的封面Tum meri jaan ho..
Tum meri jaan ho..
v3.5

@RK DB Uttarakhand

lyrics
Tuze yun dhoondh ti nazar mai rahta hun be khabar.
Hai mujhpe tera hi asar tum meri jaan ho
Tum meri jaan ho.

Najre meri betab tu hi mera khwab meri jaan tum jaan lo

Aankhon main tum hi ho sanson main tum hi ho baat meri maan lo Tere dill ke kinare pe jagah kese banaun main
Tu ekbari batade to tera hokar rah jaun main

Tujhe yun dhoondhti najar main rahta hun be khabar

Hai mujhpe tera hi asar tum meri jan ho
tum meri jaan ho.

Dill kah raha dill se tu kyon rutha mujhse
Tu hi to meri hai wafaa
Yadon ke saye main apne paraye main tu kyon he mujhse khafaa

Tera hi ghar basaya he maine khwabon ki duniniya main
Tujhe maine basaya hai mere armano ki duniya main
Tujhe yun dhoondh ti nazar main rahata hun bekhabar Hai mujhpe tera hi asar tum meri jaan ho
Tum meri jaan ho.

Rab se duaa mangi maine har sunbah mangi Fir kyon na huaa tu meraa
Mere shareer ke har ek rom pe Naam ek hai bas teraa
Mere onthon pe onthon sai
Tune hi vish pilaya hai Mujhe apna kahlane ka Tune hi huck dilaya hai Tujhe yun dhoond ti nazar main rahata hun be khabar
Hai mujhpe tera hi asar, tum meri jaan ho

Tum meri jaan ho..
音樂風格
Lofi son with male vioice Gm

你可能會喜歡

歌曲的封面encontro natalino
v6 Mini

由 Claudenir Viveiros 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面PULSE CONTROL
v6 Pro

由 slawomir 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Gshhshshsbnsn
v6 Mini

由 Mateus rachide Rachide 使用 Suno AI 建立

相關播放列表

歌曲的封面DJ DARO – TAMTE NOCE
v4.5

由 Daro Dziara 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Ella y...
v4.5

由 Roberty Blandino 使用 Suno AI 建立