Love

918

由dj sujit 使用Suno AI

歌曲的封面Love
Love
v3.5

@dj sujit

歌曲的封面Love
Love
v3.5

@dj sujit

lyrics
Phir se milne ki jahan pe
De gaye the tum kasam
Dekh lo aakar wahi pe
Aaj bhi baithe huye hai hum
Tumhare the tumhare hai
Tumhare hi rahenge hum
Tumhare the tumhare hai
Tumhare hi rahenge hum
Muddate bhi chand lamhon
Jaisi lagti hain sanam
Baat hi aisi tumhare
Ishq mein kuch hai
Mere humdum
Tumhare the tumhare hai
Tumhare hi rahenge hum
Vaada tha kab ka
Ab jake aaye
Phir bhi ganeemat aaye toh hain
Wada tha kab ka
Ab jaa ke aaye
Phir bhi ganeemat aaye toh hain
Aaiye aaiye shauq se aaiye
Aaiye aake iss baar na jaiye
Bichhad ke bhi humsafar se
Wafa jo kar paye hai
Iss aatish ke samandar se
Wahi toh guzar paaye hain
Nahin mili heer toh kya
Rahe usi ke vo phir bhi
Tabhi ranjhe wahi sach maayne mein
Kehlaaye hai
Kehlaye hain ..
Wahi sachhi mohabbat hai
Kabhi hoti nahin jo kam
Tumhare the tumhare hai
Tumhare hi rahenge hum
Waada tha kab ka
Ab jaake aaye
Phir bhi ganeemat aaye toh hai
Vaada tha kab ka
Ab jaa ke aaye
Phir bhi ganeemat aaye toh hai
Aaiye aaiye shauk se aaiye
Aaiye aake iss baar na jaiye.
音樂風格
Love song Bollywood

你可能會喜歡

歌曲的封面A Pasta o Funnu di Nonna
v6 Mini

由 Domenico La Malfa 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Hajrá Kispest
v6 Mini

由 Gabriella Elekné Ilovai 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Venessiani se nasse
v6 Pro

由 Roberto Lazzaris Bertoldi 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面PHOTON RUSH
v6 Pro

由 slawomir 使用 Suno AI 建立

相關播放列表

歌曲的封面Canllo
v6 Mini

由 David kasimoro simon 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Niech nam będzie lżej.
v6 Pro

由 Jerzyna K 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Klub
v4.5

由 Wojciech “Boyka” Witczak 使用 Suno AI 建立

歌曲的封面Nagy a Map
v6 Mini

由 Noèmi Balázs 使用 Suno AI 建立