Namai brahmaputra

1665

Music Created By Mohammad Abdul Ahad Laskar With Suno AI

Namai brahmaputra
v3.5

@Mohammad Abdul Ahad Laskar

Namai brahmaputra
v3.5

@Mohammad Abdul Ahad Laskar

Lyrics
Pranamu brahmaputra
namami bramaputra
kabhi sant bahe
kabhi rudra
pal pal ek naya chitra
oo jindegi ke sakha
Yu hi behna
tu he sristi brahma
tere pitaa
Pranamu brahmaputra

namami brahmaputra

teri lehro me pita ki bahe mile
teri bundo se fasloki moti khile
sadiyo se tere kinare
jiban ka he khajana
tu behana yo hi behna
ye dhartisa jal kar behna
tu desh ke kandhe ka
He nila dushala
Pranamu Brahmaputra

namami Brahmaputra

Teri lehro me
jiban ke ahat mile
Teri bundo se duniya ke asu dhule
nadiya nahi nad kahe tujh ko
kavi krodh na dikhlana
Tera sadiyose jari he behna
Tujhe kya kya nahi para sehna
yaha basi har dharkan ka
tu hi he rakhwala
pranamu brahmaputra
namami brahmaputra
kavi sant bahe kavi rudra
pal pal ek naya chitra
ho jindegi ke sakha
yu hi behna
tu he sristi brahma tere pita
pranamu brahmaputra
namami brahmaputra
pranamu brahmaputra
Namami brahmaputra
Style of Music
Culture

You Might Like

Related Playlist