Tum ho toh

1444

Musique créée par Olymp avec Suno AI

Couverture de la chanson Tum ho toh
Tum ho toh
v4

@Olymp

Couverture de la chanson Tum ho toh
Tum ho toh
v4

@Olymp

Paroles
In haathon mein jabse hai aaya hai haath tumhaara
Jaise dariya ki halchal ko mil jaaye koi kinaara
Tumhaare sang aawaargi bhi
Aawaargi bhi deti hai jaise sukoon
Tumhaare sang har ek lamha
Har ek lamha yaadein nayi main bunu
Tum ho to subah nayi hai
Tum ho to shaamein haseen hain
Ek duniya sapno si hai
Tum ho to is pe yaqeen hai
Tum ho to sab achha hai
Tum ho to waqt thama hai
Tum ho to ye lamha hai
Tum ho to iss mein sadaa hai
Tum ho to
Iss lamhe mein sadaa hai
Tum mile in dardon mein raahat ban ke
Tum mile ik sufi ki chahat ban ke
Main kya kahun, koi lavz hi qaabil nahi hain
Par mujhko itna hai pata
Tumhaari in aankhon se saare
Aankhon se saare le lu andhere tere
Meri jaan, abhi baatenge mil ke
Baatenge mil ke saare savere merе
Tum ho to dhoop hai maddham
Tum ho to chhaav hai har dam
Tum ho to haqq mein hai
Mere aatе-jaate ye mausam
Tum ho to sab achha hai
Tum ho to waqt thama hai
Tum ho to ye lamha hai
Tum ho to iss mein sadaa hai
Hum, na jaane aise hum kab hanse the
Hum aise hi besabab jee rahe the
Meri ye duaaein sun li kisi ne
Lagta hai sach mein khuda hai
Aise to koi bhi milta kahaan hai
Jaise mujhko tu mila
Tumhaare sang jo bhi mila hai
Ab ek pal bhi khona nahi hai mujhe
Tumhaare sang raatoien jagg ke dekhu tumhe
Bas sona nahi hai mujhe
Tum ho to sab achha hai
Tum ho to waqt thama hai
Tum ho to ye lamha hai
Haan, iss mein hi to sadaa hai
Tum ho to, jab ho tum
Jo tum to
Tum ho to, tum hi tum ho
Style de musique
soft romantic ballad with gentle acoustic guitar, mellow piano, slow-tempo beats, airy strings, and emotional vocals that blend longing & warmth, creating a dreamy, heart-touching vibe, prfct for soul

Tu pourrais aimer

Couverture de la chanson Feliz Aniversario, Lizzette
v4.5

Créé par HECTOR MATOS avec Suno AI

Couverture de la chanson Ποιος το πληρώνει
v6 Mini

Créé par Φιλιππος Χυσος avec Suno AI

Couverture de la chanson Hesed
v6 Mini

Créé par Raquel Osorio avec Suno AI

Liste de lecture associée

Couverture de la chanson Learn Chinese 1
v6 Mini

Créé par Dahlia Deveras avec Suno AI

Couverture de la chanson Махаббатым
v6 Mini

Créé par Турлыхан Тукенов avec Suno AI

Couverture de la chanson AÚN TE ELIJO
v6 Mini

Créé par Miriam lorena Claure verduguez avec Suno AI