Maa

1658

Musik erstellt von Onu 420 mit Suno AI

Cover des Liedes Maa
Maa
v3.5

@Onu 420

Cover des Liedes Maa
Maa
v3.5

@Onu 420

Text
Kese bhul jau maa tujhe me tune apni jindagi mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha
Ha
Tune apne haatho se chalna mujhe shikhaya
Nahi khilta tha khana mujhse tab ak ak nibala tune apni hatho se khilaya
Ha
Ha
Achhi raaho pe chalna tune mujhe shikhaya
Jindgi ka jeene maarg tune mujhe dikhaya
Ha
Ha
Toda agar tha khana to tu mujhe pet bhar khilati ti
Ma tujhe bhi lagti bhunkh par tu Bina khana khay hi so jata thi
Ha
Kese bhul jau ma tujhe me tune apni jindagi tune mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha
Ha
Aajkal ke bachhe maa se karte budape ka baada
Phir sath rakhne na rakhne ka banate iraada
Ha
Ha
ESI olaado koi jine ka koi nahi adhikar
Jo karte he apne ma baap ka trishkar
Ha
Kese bhul jau ma tujhe tune apni jindagi mujh par war di
Lagi mujhe Jo Nazar to tune Nazar meri utaar di
Ha ha
Ha karlo tum apne ma baap ki seva
Barna na milega tumko duao ka meva
Ha
Lagi Jo Nazar to tune
Nazar meri utaar di
Ha
Musikstyle
Emotional rap song

Du magst vielleicht

Verwandte Playlist

Cover des Liedes Parabéns, Valdique
v6 Mini

Erstellt von Dj Mario Bross mit Suno AI

Cover des Liedes 25 év szeretet
v6 Mini

Erstellt von Titkárság Füzes mit Suno AI